Login
Discover
Waves
Communities
Raidstead
Write
Login
Signup
Topics
#
zindagi
Explore topics
#zindagi
Global
Trending
Hot
New
Payout
Muted
Promoted
#zindagi
New
#zindagi
Follow to get notified about new posts with this tag
Get #zindagi by email
Follow
fatima1234
inspiration
5h
जिंदगी और संघर्ष (Life and Struggle)
मंजिल उन्हीं को मिलती है, जिनके सपनों में जान होती है, पंख से कुछ नहीं होता, हौसलों से उड़ान होती है। जिंदगी में मुश्किलें चाहे जितनी भी आएं, हमें कभी हिम्मत नहीं हारनी चाहिए।
$ 0.000
1
1
raxhi
Town Square
2M
Published via Ecency
Mangal Ki Shaam.. Tankhwah, Zimmedariyan Aur Zindagi Ka Safar
Kia haal dosto? Mangalwar ka din qadray garam guzra. Lagta hai garmi ne phir se apna poora zor laga diya hai. Aur upar se tankhwah mein abhi bhi teen din baqi hain. Tankhwah milti bhi hai to aisa lagta
$ 0.123
19
13
raxhi
sehat
2M
Published via Ecency
Waqt, Sehat Aur Shukar Ka Safar
Kia haal dosto? Iss haftay ka bhi pehla din aur mahinay ke pehlay haftay ka aghaz Alhamdulillah achha raha. Waqt bhi kitni ajeeb cheez hai. Kal tak jis bachpan ki baatein hoti thin, aaj woh yaadon ka hissa
raxhi
Town Square
2M
Published via Ecency
Meherban Mausam, Kitabon Ki Khushboo Aur Zindagi Ka Safar
Kia haal dosto? Weekend ki shaam kesi guzri? Umeed hai kuch sukoon ke lamhe naseeb huay honge. Zindagi bhi ajeeb safar hai, kabhi raftaar itni tez ho jati hai ke din ka pata nahi chalta aur kabhi aik shaam
mamaemigrante
Hive Argentina 🇦🇷
20h
Published via Ecency
Promoted
El valor de un cortauñas / The Value of a Nail Clipper
Hay acciones que marcan hitos en la historia de cada quien, y aunque parezcan absurdas, dejan enseñanzas considerables.
raxhi
Town Square
2M
Published via Ecency
Gunah, Ehsaas Aur Baap Ki Khamosh Mohabbat
Aj social media scroll karte karte aik tasveer nazar se guzri. Likha tha ke apne bachon ko sawal karne ki aadat daliye, warna woh har baat ko bas is liye sach maan lenge ke kehne wale ke naam ke aagay
raxhi
Town Square
2M
Published via Ecency
Zindagi ka Safar
Aik aur din guzar gaya, zindagi ka safar yunhee chal chalau Kay alum main hay. Na janay kub aur kahan yeh safar tamam ho Jaye. Lekin khuslath e Hazrat e Adam kahan badulti, yeh nufs e Amara her waqt uksatha
raxhi
Snapie
2M
Published via Ecency
Garmi Ka Zor, Mehangai Ka Shor... Aur Hum
Kia haal dosto? Lagta hai garmi ne phir se elan-e-jang kar diya hai. Bahar niklo to sooraj apni poori duty nibha raha hota hai aur bazaar jao to mehangai apna jalwa dikha rahi hoti hai. Kabhi kabhi dil
raxhi
Town Square
2M
Published via Ecency
Lamhon Ka Hisaab Rakhiye... Umar Ka Nahi
Lamhon Ka Hisaab Rakhiye... Umar Ka Nahi Aj subah chai ka cup haath mein tha to Rabindranath Tagore ka aik khayal yaad aa gaya. "Titli mahinon ko nahi ginti, balkeh lamhon mein zinda rehti hai...
ibarra95
DIYHub
11h
Published via Ecency
Promoted
DIY! Cactus 🌵 in painted pots with fun Pikachu Pokémon faces (Tutorial). [ENG] [ESP]
Did you know? Cacti have very special meanings. They are associated with resilience, protection, strength, and lasting love; they thrive in difficult conditions with lots of sun and survive with little
raxhi
Snapie
2M
Published via Ecency
Haftay Ki Shaam Aur Kuch Dil Ki Baatein
Haftay Ki Shaam Aur Kuch Dil Ki Baatein... Umeed hai aap sab ki weekend ki shaam achi guzri hogi. Kahin ghoom phir aaye honge, doston se mulaqat hui hogi ya phir ghar walon ke saath kuch pursukoon lamhe
raxhi
Snapie
2M
Published via Ecency
Log Kya Kahenge... Aur Hum Kya Kho Bethte Hain
Kuch guftagu ka mun ker raha. Parhna likhna, izhar kerna kuch chulkun sa alaam hay. Din bhar bol bol Kay thak jata hay bunda, bus phir tehreer say he dil behlaya jata hay. Mosam tu barsat ka hay, mulk
raxhi
Snapie
2M
Published via Ecency
Muskuranay Ki Wajah Dhoondhiye... Bahaanay Nahi
Aj subah chai ka cup haath mein tha aur khayal aaya ke hum insaan bhi kamaal hain. Das khushiyan mil jayein to un par sirf aik muskurahat kharch karte hain, lekin aik gham mil jaye to us par poora din,
raxhi
Snapie
2M
Published via Ecency
Kuch Kahaniyan Bas Mehsoos Hoti Hain
Aj subah chai ka cup haath mein tha aur khayalat apni marzi se idhar udhar bhatak rahe thay. Aik baat ne bohat dair tak saath nahi chhora. Insaan hamesha jism se nahi marta. Kabhi kabhi us ke andar rehta
apnigrich
Town Square
6d
Published via Ecency
Promoted
Sula - The History of Belarus
Sula - The History of Belarus
My journey in Belarus continues. Do you remember, friends, that on the first day I visited Kostroma and Yaroslavl? Of course, these are also Russian cities. Yesterday, our team was on the road all day
raxhi
Snapie
2M
Published via Ecency
Zindagi Aaj Mein Hai, Hum Kal Aur Kal Mein Uljhay Hain
Pyaray dostu.... Aj subah chai ka cup haath mein tha aur dimagh apni hi kisi soch mein gum tha. Aik baat ka ehsaas baar baar hota hai ke hum insaan kitni ajeeb makhlooq hain. Aadha waqt mazi ko theek karne
raxhi
Snapie
2M
Published via Ecency
Aj Ka Roznamcha
Salam pyaray dostu Aj se hamara weekend shuru ho gaya hai. Hafte bhar ki daur dhoop ke baad yeh aik hi chhutti milti hai, is liye is ki ahmiyat bhi kuch zyada hi hoti hai. Subah aaram se aankh khuli, chai
raxhi
Snapie
3M
Published via Ecency
Aj Ka Din
Salam Kay baad arz hay aj Kay din ka ihwaal, umeed hay Kay ap bhi aik achay din say lutfanduz huway hun gain Subah aankh khuli to mausam ka mood kuch behtar laga. Nashta kiya, thori dair idhar udhar ki
raxhi
Snapie
3M
Published via Ecency
90 Minutes, Hazaron Jazbaat: France vs Spain Ka Bara Muqabla
Salam pyaray dostu aur sujnu Kiya haal Hain, Kesa guzra din, hamara bhi guzar Gaya, thuk ker chukna choor ho gaye, zindagi bus kutnay ko hay. Haal apna kuch Yun hay abh: Kuch log samajhtay hain ke zindagi
cositav
Nature Observer
19h
Published via Ecency
Promoted
The garden's fleeting star: A flower that lives life to the fullest for a day[Eng-Spn]
Did you know that the Ruellia flower lives for only 24 hours? Discover the fascinating daily cycle and the secrets of this wild petunia.
raxhi
Snapie
3M
Published via Ecency
Waqt kahan thumtha
Mazmun koi bhi likhain tamheed achi Hu tu qari tehreer chorh Kay jata nahi. Khatma bhi jandar huna chahyeye yani samandur ko kozay main bund Kiya Jaye, khualasa itna pur asar huna chahyeye. Aj kuch dair
raxhi
Town Square
3M
Published via Ecency
Awaragardhi
Salam pyaray dostu umeed hay ap ka din acha guzra ho GA aur football say lutf anduz ho rahay hun gain. Sham ki chai pee, yeekeenun pee Li ho ge, baaz kahan ayai
shifapk
Town Square
3M
Published via Ecency
Zindagi ki akhri ghari
ہم سب کی زندگی میں ایک ایسا لمحہ آتا ہے جب موت قریب ہو جاتی ہے۔ ڈاکٹری میں کہتے ہیں کہ یہ چند سیکنڈز یا منٹ ہوتے ہیں، مگر اصل بات یہ ہے کہ جب روح نکل رہی ہوتی ہے، تو انسان اپنی پوری زندگی کے لمحوں کو محسوس
kahkashan
Proof of Brain
5y
Bachon ke achhe kamo ki tareef zrur kro.
Source Assalamu alaikum wa Rahmatullah. Bachon ke achhe kamo ki tareef zrur kro. Agr koi bacha achhe kam kre to bado ko chahiye ki uske achhe kamo ki tareef kre taki us ko shauk paida ho, or us ki himmat
Older →
Discover communities
Explore communities
Create your community