Quran e hakeem me Allah pak Ka farman

btceth4(34)
Published in
#quran
Words
78
Reading
1 min
Listen
Play
8y

بِسْمِ ٱللهِ ٱلرَّحْمٰنِ الرَّحِيْم.
🇸🇦🇸🇦 ▫

Aye Imaan waalo! Allah se daro aur sachche logon ke saath raha karo. (Sura-e-Tauba: 119)

🇸🇦🇸🇦🇸🇦🇸🇦🇸🇦
Agar koi shakhs galati ya gunaah kare, phir us ka ilzaam kisi be gunaah ke oopar lagaade, to woh bada bhaari bohtaan aur khule gunaah ka bohj apne oopar laad leta hai. (Sura-e-Nisa: 112)

🇸🇦🇸🇦🇸🇦🇸🇦🇸🇦
Gareebi ki wajah se apne bachchon ko qatl na karo, ham tumhein bhi rizq denge aur un ko bhi. (Sura-e-Anaam: 15

Quran e hakeem me Allah pak Ka farman | Ecency