Jug jug jiyo Ammi

Words
55
Reading
1 min
4M
Listen to this post
~1 min

Aaj bohat arsay baad Ammi ke haathon ka bana hua lunch khane ko mila, aur dil sach mein khush ho gaya. Har niwala bachpan ki yaadon jaisa laga. Pulao ki khushboo, saath mein ghar ka pyar aur mehnat har cheez mein mehsoos hui. Aisi ghiza sirf pait hi nahi, dil ko bhi sukoon deti hai.

Jug jug jiyo Ammi | Ecency