Aam ka season toh aagaya!

Aam(Mango) ka season toh aagaya!

Allah ki Bahetreen niyamat...Aam(Mango) is king of all fruits.

Aam(Mango) season starts from May and keeps going until September. 

Aam(Mango) is the most vital products of Pakistan and India. 

The Aam(Mango) tree is the antiquated trees.

However it comes at the late spring natural product.

Aam(Mango) is found in relatively all aspects of the world. It's just about a thousand sorts of various tastes of numerous types. Aam(Mango) is heavenly as far as their flavor and an interesting organic product as far as advantages. 

That is the reason it is known as the ruler of natural products.

Nourishment is likewise enhanced with Aam(Mango)

It's just the most eaten organic product.

Common Types Of Aam(Mango)

  1. Dasheri Aam(Mango).
  2.  Chaunsa Aam(Mango).
  3.  Anwar Ratol Aam(Mango).
  4.  Langra Aam(Mango).
  5.  Fajri Aam(Mango).
  6.  Almas Aam(Mango).
  7.  Sindhri Aam(Mango).
  8.  Totapuri Aam(Mango).
  9. Desi Aam(Mango)

Vitamin F is very rich in Anwar ratool Aam(Mango)

Vitamin A, B6, C, D and E are fond in mango. Phosphorus, calcium, copper, 

Potassium and beta carotene are also found in Aam(Mango).

Aam(Mango) k Benefits :

  1. Aam ke darakht ki chaal aur patte bhi mufeed aur kar aamad hote hain. Jo afrad keel mahason ki wajah se pareshan rehte hain woh aam ke patton ko khoob ubaal lein. Jb patton ka arq achi tarah nikal jaye to is pani ko thanda kar lein aur din mein do teen martabah is se chehre ko dhoyein.
  2. Aam ke patton aur chaal ko pani mein khoob ubaal kar is pani se gharare karne se gaal ki kharash , munh ki bimaryon aur danton ke dard mein buhat aaram hota hai.
  3. Aam ke darkht ki lkri se mukhtalif ashya bhi banayi jati hain.
  4. Aam qabz kusha phal hai. Yeh pishab ke zariye se jism ke tamam fzlaat ka akhraaj karta hai. Agar dublay patlay afrad rozanah aam kha kar doodh piyein to woh raftah raftah farbah ho jayein gay.
  5. Aam balgham ko patla kar ke ise ba asani kharij kardeta hai. khansi aur damme ki takaleef door karne ke liye aam ka ptla ras pina mufeed hai. Aam Dil, Dimagh, Jigar, Mede, Gurday, Haddiyon aur Lungs ko taqat deta hai.
  6. Aam ka ras(jis mein doodh shamil ho) rozana pine se chehre surkh o sufaid ho jata hai aur jism mein naya khoon paida hota hai.
  7. Jin bachon aur baron ko parhayi ke doran yaad karne aur tawajjah karne mein diqqat pesh aati hai aam ke istemaal se in ko yaad karne mein aasani paida ho jati hai. Aam ke andar glutamine Acid mojood hota hai jo keh yaad'dast ko tez karta hai aur khalyaat ko mutahrik karta hai.8. Aam ke istemaal se girti huyi nazar bhi bahal hoti hai kiun keh is mein vitamin A ba-ksrat paya jata hai jo keh aankhon ki sehat aur nazar ke liye be had mufeed hai.
  8. Yeh raat ke andhere pan se bhi bachata hai aur is ke elawah aankhon se behte huye pani aur kharish ko bhi rokta hai.
  9. Diabetes ke marizon ke liye bhi aam noqsaan dah nahi balkeh faidah mand hain kiun keh yeh bimari ke khelaf quwat mudafyat barhta hai na sirf aam balkeh is ke patte bhi is bimari mein buhat faida mand hain. Raat ko sone se pehle 10-15 aam ke patte lein aur in ko garam pani mein daal kar thora sa nichorein. Agli subah ko pani nithar kar nehar munh pi lein aur is ko baqaidgi se karein.
  10. Aam ke tazah patte khoob chibayein aur thookte jayein. Thore dinon ke baqaidah istemaal se hilte daant mazboot ho jayein gay. Gum se khoon girna band ho jaye ga.
  11. Aik cup aam ke ras mein 7 gm shehad mila kar subah o sham 2 time rozana piyein. Rozanah teen bar gaye ka doodh piyein. Is tarah 21 din yeh amal karne se TB mein faidah milta hai.
  12.  Jin logno ko pishab rukne ki shikayat ho woh aam ki jar(root) ka chilka, barg shisham aik tolah, aik kg pani mein daal kar josh dein. jb tisra rah jaye to thanda kar ke chini mila kar nosh karein. pishab khul kar aaye ga. 



H2
H3
H4
3 columns
2 columns
1 column
Join the conversation now