Four years of waiting, a sudden reunion, and staining our tongues purple just like old times 💜.
Bachpan main lambi dopehar main jub sub sau rahay hotay, main apni kuch awara saheliyun kay sath jamun kay pedh pay charh kay jamun thorti.
Namak mirchi kay chatkharay kiya beetha hua waqt tah. Zindagi bahut choti hay, yadain he reh jati hain bus.
Pedh se taze jamun tod kar khana aur purani baatein… kal poorani yaadein aankhon ke saamne aa gayi.
Aur kis ku pasand hain jamun?🙂
Wishing you all a very lovely Monday.