Dosto Aaj Mein Ek Aur Khabar Lekar aapke Samne Hazir hua hoon ek bahut hi acchi Khabar Lekar jo apko bhi achi lagegi our apke bacho ko bhi.
To chaliye apka zyada samy na lete hue aapke samne ye bacho ke liye balgeet pes karne ki koshish karunga.
Billi moushi billi moushi kaho kaha se aayi ho kitne chuhe mare tumne kitne khake aayi ho.
Billi moushi:- kya batau sila bahen aaj nahii khuch pet bhara ek hi chuha khaya maine wo bhi sada hua.
Billi moushi billi moushi kaho kaha se aayi ho kitne chuhe mare tumne kitne khake aayi ho.
Dosto ye post main jo balgeet hai wo apke bacho ko passand aayega.
Apko aisi mazedaar news Lekar deta rahunga aap mujhe follow kar dijiye Kyunki Main aise hi news lakar Ke apke Samne rakhunga.