Hi friends kaisey hai app saab umeed karta hoo app saab loog achi hogye maine app ko bation ga kye ramzan sy phalye mere pakistan sy uncle ayaai thy aur maine unn sy melnye gyaa tha aur maine unn kye apni ghar dawaat bhi kye aur photo bhi banye thy jao maine app ko share kerehai hoo woh saudia umrah kerne kye lyeahi ayaai thy muslim loog khanaa kabaa maine umrah kerne ataai hai aur apni gunah kye mafi mangti hai.
Mere uncle kye saath mere mother bhi umrah kerne ayaai thy uss lyeahi maine raat ko daily unn kye pass jatyaa tha.Aur maine apni ammi jee ko umrah bhi karwya aur unn kye saath khudh bhi umrah kya tha.jaab hum ghar sy udaas hotey hai hum choute wale din khanaa kabaa chalye jatey hai apni Gunah kye toba karte hai aur Allah sy mafi mangte hai.Allah humere toba kabool kerne wala hai.
Yeahi mere khanaa khabaa kye photo hai aur maine app deakh saktye hoo umrah kerehai hoo aursaudia maine rehai kar maine bhut umrah kye hai.