Bank of India

Words
105
Reading
1 min
Listen
Play
8y

images.png
Images via

Pahele SBI me gaya to bole 8 din baad aana

Fir axis me gaya to bole 2000 se account banega

Fir ICICI me gaya to bole 20000 se account banega

Fir bhi Haar nahii mani our

Punjab nesnal me gaya to bole 2100 se account banega

Lekin mera budget to 500 se 1000 tak tha.

Fir Bank of Baroda me gaya to wo bole 2-3 din baad aana

Fir waha se nikal ke Bank of INDIA me gaya to waha par jake ku6 baat bani bole account ke liye minimum charge 500 lagega Fir waha pe. Account ka form bharke abhi ghar aaya.

Bank of India | Ecency