Part-2( beautiful sakhi)
Hirani bhut pareshan thi usne side mai dekha , to ak shikari teer ka nishana, uski tarf sadh rha tha
Ghabra kar vo left mai ghumi to usne dekha vha ak bhuka sher( lion) 🦁 use jhapatne ko tyar betha hai , samne sukhi ghas mai aag lag chuki thi aur pichhe nadi mai pani ka bahav bhut tej ho gya tha...||||
Lekin mada hirani aage kyaa karti use to bhut dard chal rahe the vo prasav pida se vayakul thi.. ab kyaa hoga? Kyaa hirani jivit rahegi?
Kyaa vo apne shavak( bache ) ko janam de payegi?
Kyaa shavak jinda rah payegA?
Kyaa jangal ki aag sab kuch jala degi ? Kyaa janagal pura khatam ho jaayega?
Image Credits-https://pixabay.com/en/friends-cat-and-dog-cats-and-dogs-1149841/