Paratha aur Chaney k saath Nashta

Words
94
Reading
1 min
Listen
Play
8y

Main Nashta main paratha bohat maze k saath khata hon ziada tar main nashta main paratha k saath chaney khana pasand karta hon Pakistan main ziada tar log nashta main paratha hi khana pasand karte hain aur paratha k sath omlet chaney dahi ziada pasand karte hain Paratha Pakistan main bohat ziada khaney k liye pasand kia jata hai aur log nashta main paratha hi khana pasand karte hain Chanay bhi bohat hi mazedar lagte hain paratha k saath aur ye meri pasandida nashta hai mujhe paratha k sath chaney khana bohat pasand hai
1.jpg
2.jpg

Paratha aur Chaney k saath Nashta | Ecency