Subah ka nashta chaney aur paratha

Words
71
Reading
1 min
Listen
Play
8y

Pakistan main log subah k nashte main paratha k saath chaney khana pasand karte hain aur Pakistan main log bohat shoq se khate hain Pakistan main paratha bohat c kisam ka khaya jata hai jaise k aloo wala paratha pakistan main bohat ziada mashoor hai aur log aloo wala paratha bohat shoq se khate hain mujhe bhi alooo wala paratha khana bohat pasand hai aur main bohat shoq se khata hon
1.jpg
2.jpg

Subah ka nashta chaney aur paratha | Ecency