machli poori dunya main bohat ziada khana pasand ki jaati hai aur ye sehat k liye bhi bohat faida mand hai aur doctor bhi machli khana ka mashwara dete hain machli cholesterol control karne main madad deti hai aur machli ko log bohat shoq se khana pasand karte hain poori dunya main machli fried kar k khana ziada pasand kia jata hai aur machli ka burger bhi poori dunya main khana pasand kia jata hai machli dil k mareez k liye bhi bohat ziada faidamand hai aur sardio main doctor machli khana ka mashwara dete hain mujhe bhi machli khana bohat pasand hai aur main bohat shoq se machli khana pasand karta hon mujhe fry ki hui machli bohat pasand hai aur main machli ko roti aur raita k saath khana pasand karta hon