Barish k mosam main Pakoray

Words
118
Reading
1 min
Listen
Play
8y

Pakistan main pakoray bohat ziada khaney pasand kiye jaate hain aur jab barish ka mosam ho to pkaoray khaney ka apna hi maza hai Pakistan main log barish main pakoray khaney bohat ziada pasand karte hain aur bohat shoq se khate hain Pakoray Besaan k saath banaye jate hain aur ye bohat hi mazeedar aur laziz hote hain Besaan main piyaaz hari mirch dhanya podena aur mirch masala daal kar mix kar k in ko fry kia jata hai aur jab ye sahi tarah pak jate jaate hain tab in ko ketchup raita aur imli ki chatni k saath khaney k liye peesh kia jata hai Pakistan main bache bhi pakoray bohat shoq se khana pasand karte hain
1.jpg
2.jpg

Barish k mosam main Pakoray | Ecency