Barish k mosam main Laziz Pakoray

Words
87
Reading
1 min
Listen
Play
8y

Pakoray Pakistan main khana bohat pasand kiye jaate hain aur ye barish k mosam main khana bohat maza dete hain main bhi barish k mosam main pakoray bohat shoq se khata hon jab bhi barish hoti hai mera dil pakoray khaney ko karta hai aur Pakistan main log bhi barish main pakoray khana pasand karte hain Pakoray beesan aloo aur sabzi k saath banaye jate hain aur ye bohat hi mazedaar hote hain aur pakoray ko raita aur ketchup k saath khana ziada pasand kia jata hai
6.jpg
8.jpg

Barish k mosam main Laziz Pakoray | Ecency