Lassi aur Paratha Omlet k saath

Words
109
Reading
1 min
Listen
Play
8y

Pakistan main nashte main paratha bohat shoq se khaya jata hai aur garmio main Lassi ko bohat ziada nashte main peena pasand kia jata hai Lassi Dahi k saath banai jati hai Lassi main Dahi aur dhood mix kia jata hai aur ye sehat k liye bohat ziada faidmand hai Pakistan main log abhi bhi bohat shoq se lassi peena pasand karte hain main nashte main Paratha k saath omlet khana pasand karta hon aur garmio main lassi k beghair nashta poora nahi hota mujhe garmio main lassi peena bohat pasand hai kio k ye jisam ko thanda rakhti hai aur hamari body ki garmi ko nikal deti hai
3.jpg
4.jpg

Lassi aur Paratha Omlet k saath | Ecency