Aj rat ka laziz Khana

Aj rat ka khana hum sab ne ghar main khaya hum ne khaney main murgh qorma Rice aur murgh tikka banaya Khana bohat hi mazeedar aur laiz tha sab gharwalo ne khaney ki tareef ki aur sab ne maze k saath khana khaya aj kal k busy life main gharwalo k saath rat ka khana khaney ka apna hi maza hai aur hum sab gharwale akahhte ho kar har weekend par khana khate hain is baar bhi hum sab ne mil kar khana khaya aur bohat enjoy kia aur hum sab ne khoob maze se khana khaya
4.jpg
3.jpg

H2
H3
H4
3 columns
2 columns
1 column
Join the conversation now