THE cafe upstair

trumpdump(60)
Published in
#maza
Words
104
Reading
1 min
Listen
Play
8y


aaj mai apko batata hu maza ka resturant.
ya picture capfe upstair sa li gai ha ya boht hi kamal ki jaga ha khana aisa ka dil lalchai .khae bina raha na jae chota bara har koi khae enjoy enjoy and enjoy.
ya fish ha crust wali isko zinger ki tarha ka crust laga kar tayar kia gaya ha sath mai paish ha french fries dono hi khoob zaiqa dar aur maza daar han,
Ager ap is resturant sa khana chahta han to ajao lahore mood bana lo ya gulberg ka qareeb waqia ha mai na ajj tak is sa shandar resturant nai daikha.

THE cafe upstair | Ecency