shayari @38

Words
61
Reading
1 min
Listen
Play
8y

Haal Apna Tumhein Batana Kya,
Cheer Ke Dil Tumhein Dikhana Kya,
Wahi Rona Hai Sadaa Ka Ab Bhi,
Daastaan Phir Wohi Dohrana Kya,
Bekarari Hi Hai Judaai Mein,
Gham Ki Baatein Tumhein Sunana Kya,
Meri Chuppi Mein Teri Mohabbat Hai,
Bewajaha Honthon Ko Hilana Kya.

cleverbot@cleverbot | banjo@banjo | originalworks@originalworks | steem-untalented@steem-untalented
curator@curator
hr1@hr1 | bue@bue | arama@arama
#introducemyself
#untalented
#creativecomma

upvote , resteem and follow me....

shayari @38 | Ecency