CBSE Exams continue again 27th APRIL

Words
234
Reading
2 min
Listen
Play
8y

CBSE ki Exams Bharat band hone ki wajah se kafi students ki pariksha radd hogayi thi isse sare students bhi kafi pareshan they aur bharat bandh ke dauran kafi sari hinsa huwi iski wajah se bhi sare students bhi stress aur tanaav me they aur students ka dard to students hi jaan sakta he ek saal mehnat karne ke baad jab Exams


Image Source

ka time ata he tab agar kissi wajah se Exam ruk jaye to bohot dukh hota he par good news yeh he ke yeh Exams phirse liye jane wale he date bhi Announced hogayi he 27 APRIL ko aap phirse exam de

sakte ho jinki exams bharat band ki wajah se radd huwi thi ab unke liye ek sunehra mauka he aur iss faisle se sare students bhi bohot khush he aur punjab me to bohot khushi ka mahol he aur sare

students utsahit he iski wajah se me tamam students ko badhayi dena chahta hoon ke woh apne Exams me Top kare aur apne apne career me agey badhey students ke liye isse big gift aur kuch nahi ho sakta humare tamam students ke all the best

केंद्रीय माध्यमिक शिक्षा बोर्ड (सीबीएसई) ने भारत बंद के दौरान दो अप्रैल को दसवीं व बारहवीं की रद्द हुई परीक्षा के लिए नई तारीख घोषित कर दी है। ये परीक्षाएं पंजाब में भारत बंद के कारण नहीं हो सकी थीं।

Souce livehindustan.com

CBSE Exams continue again 27th APRIL | Ecency