Words
80
Reading
1 min
8d
aap khali rehte hon
main khali ho gya - farak hain
ye home-grown-product banaya hivesuite
bina funding ke
ye bi tab bana paya, jab funding ke liye mara mari chal rahi
abhi koi funding ka opportunity nai lag raha
and kabi kabi lagta ki kyaa hi bhikh mangna apne hi product ke liye
koi ni.
abhi bahut sare features add karne hain
playstore & appstore pe leke jayenge
fir dekthe hain
give up to nai karenge
karenge prayas
RE: Snaps Container // 10/27/2026, 3:12:00 AM