Dipika padukon ki building main lagi aag.

Words
101
Reading
1 min
8y
Listen to this post
~1 min

mumbai-tower_1528881641.jpeg
Images via

Mumbai ke varli ilake main appasaheb marathe marg par ek 33 manzil ki building par lagi aag.

33 manzil ki building me aag 25 wali manzil par lagi. Jankaari ke mutabik bataya ja raha hai.

Is aag par kabu pane ke liye waha par 10 fire bight ki gadi aa pahunchi.

Is dangerous aag lagi thi lekin fir bhi
Reskiyu team ne 100 logo ko surakshit nikala gaya.

Is building mai Bollywood ki abhi netri dipika padukon 26vi manzil par raheti hai. Main apko bata chalu ke.

Abhi tak is dangerous aag ka pata nahii chala ke kaise lagi.

Dipika padukon ki building main lagi aag. | Ecency