RE: RE: इस फिल्म को जरूर देखे।
You are viewing a single comment's thread from:

RE: इस फिल्म को जरूर देखे।

ijsingh(44)
Published in
#india
Words
56
Reading
1 min
8y

badhiya film hai bahut, parso hi dekhi mein ye, jab facebook par kisi ne iska link share kiya, bilkul aisa hi hamare sath ho sakta hai, hamri sari privacy companies ke paas hai, ham mobile par hi crypto wallet liye baithe hain, trading aur store bhi mobile par hi karte hai, sab kuch risk mein hai.

@ijsingh: badhiya film | Ecency