Teri dehliz pa takrao ga sar itna
ka rishta rooh or jism ka tor do ga
Tarap tarap kar da do ga Jan apni
Ya phir rukh taqdeer ka mor do ga
Tera qadmo main jiger ka khone sajan
Qatra qatra sara nichor do ga
Tera qasam "Zeeshan" agr tu na mila
Teri dunia he main chor don ga.....