Hi friend kaisey hai app saab dost.ajj maine app ko ik kabshurat photography kye dekhai ga.dostion yeahi jagha pakistan kye hai aur uss city ka name naran hai aur yeahi realphoto hai.mera bhai uss jagha gyaa tha maine uss sy yeahi photo lie hai.pakistan kye yeahi kabshurat jagha bhut achi hai ik dafa maine bhi apni wife kye saath gyaa tha idher aur bhut enjoye kya tha.saath mere sister bhi thy uss time.idher all over pakistan sy bhut sy loog uss kabshurat jagha ko dekhne kye lyeahi ataai hai.
idher bhut zaida phaar hai.pakistan kye uss city maine bhut zaida sardi hotey hai 12 month.garmion maine garmi bhut hotey hai tu loog idher apni family kye saath ataai hai.aur woh apni bachion kye saath enjoye karte hai.maine bhi abb jaab bhi pakistan ayaai ga tu uss jagha jao ga.abb naran phalye sy bhut zaida kabshurat aur acha hogya hai.idher kye road bhut zaida achi hai.app asman bhi dekh saktye hai uss photo maine app ko badal bhi nazaar arehai hogye.