AsslamuAlleykum dosto Sab se gujarish hai ke ye news puri padiye saal 2000 se lekar aaj saal 2018 chal rahi hai.
To is 18 saal main ap our ham Dekhte chale aa rahe hai ke musalmano ko bahut sataya ja raha hai.
Hindu-musalman ke name par dange fasad kiye ja rahe hai musalman ke majhab ko kelar koi bhi anf-sanaf bole ja raha hai.
Q ye sab musalmano ko pareshan kiya ja raha hai.
Kai sare log musalmano ko nicha dekhne ki koshish me lage hai.
Ku6 logo ke name apke samne rakhne ja raha hoon.
Sonu Danger
Sonu Nigam
Our abhi abhi ek company jo Airtel wali ne bhi hindu Muslim ko bhi alag alag karwane ka ek naksha apna ya tha.
Joke na kaam raha age ab hum logo ko tay karta hai ham aisa nahi dekhnge ke ap hindu ho ya musalmaan bas ab hame ye dekh kar mohhabat se pess aana hai ke ham Hindutani hai.
Koi bhi kamine koi tareeka apna le lekin hame ekta banaye rakhna hai.
Ap log history dekhle hindustan ko jazadi dilane me zyada hath musalmano ka hai.
Fir q musalmano ko ku6 nalayak log nicha dikha rahe hai.
Dosto Gujarat main ham ek ban ke rahenge wada karo our koi bhi bhadkau massage hamare pass aaye social media ke jareeye us massage ko hame age nahi bhejna balke delete karna hai.
Mere WhatsApp twister Instagram Facebook ke jariye bahut Aate rehte hain lekin main usse delete karta hoon na ki Aage forward.