Jaisa k ap sab ko maloom he aj choti ka din yani sunday he.
Hum b choty bacho ki tharah sunday ko khush hoty he aur monday ko har kisi ka mood aisa hota he jasy oska saas mara ho.
Any way ajj choti he khob enjoy kary apny bacho k sath bahir ghomny jai ta k peer ko koi arman baqi na ho. Shukrya