Part-5( breakup)
Boy2- hmmmm yaar baat to sahi bol rha hai tu...
Boy1- yaar pta hai ham logo ki na yahi problm hai ...
agar market mai 1 ladki 4 ladko ke sath mai dikh jaaye to sult badi badi baate banane lag jaate hai log ye ladki achhi nahi hai ye hai vo hai aur uski jagah 1 ladka 4 ladkiyo ke sath mai dikh jaaye to vo dude ban jaata hai logo ki soch pta nahi kya hai....
Ladki kare to slut aur ladka kare to bhai dude hai....馃槑 waahh!!!
Maine aksar ladko ko ladkiyo ke baare mai rumours felate hue dekha hai....
Image Credits-https://pixabay.com/en/lost-places-old-decay-ruin-factory-1549096/