Part-4( breakup)
Boy1- achha to sun phir... tune kaise maan liya shakal( face) dekh khud ki apni bahan ke baare mai ye sab suna to kitna gussa aaya hai tuje kitna buraa laga hai is baat ka.. teri shakal pili pad gayi hai...
Boy1- sun dost tuje pta hai yu hi ladkiyo ke baare mai gandi baate kon felata hai .. ladkiyo ke baare mai yu hi rumour kon felata hai..?
Boy2- hmmmm bol?
Boy1- ya to koi usse ladka ya ladki bhut jealous hota hai.... ya koi ladka agar use hasil ( paa) nahi kar pata.... ya koi uska attention nahi le pata to phir vo usko badanam karne ki soch leta hai phir vo yahi sochne lagta hai ki agar ye ladki muje nahi mili to mai is ladki ko kisi aur ke pas bhi nahi jaane dunga...
Image Credits-https://pixabay.com/en/farewell-word-letters-background-20267/