Part-3( mother's love)
Uske bache bade ho jaate hai ladka5 year ka aur ladki3 year ki to aakash ki maa vaha par aati hai aur un dono bacho se milti hai aur unhe apne gale se laga leti hai vha par aakash nahi hota, aur phir vo buddhi maa chali jaati hai raat ko jab aakash office se aata hai tab dono bache apne papa ko btate hai ki ak aankh wali buddhi lady aai thi aur hame bhut sare toys and chocolates dekar gyi .... aakash bhut khush huaa ki uski maa ne uske bacho ko dekha phir 1 year nikal gya aakash ke padosi ka phone aaya ki aajao aapki maa ki tabiyat bhut kharab hai....
Photo Credit-https://pixabay.com/en/russian-family-mom-and-daughter-1848957/