Part-2( mother's love)
Mere sab friend's mera bhut mjak udate hai muje ab aapke sath nahi rahna aur ye bol kar vo ghar se hamesha ke liye nikal jaata hai bhut saal bit jaate hai beta kabhi apne ghar nahi aata aur aakash ki life mai ak ladki aati hai aakash ko usse pyaar ho jaata hai aur dono jaldi hi shadi kar lete hai kuch dino baad aakash ko ladka hota hai aur ladka 2year ka hota hai tab aakash ko ak pyari si gudiya hoti hai unki life achhi chal rahi hoti hai aakash apni maa ko kabhi yaad tak nahi karta ki vo kis haal mai hai kaha par hai....
Photo Credit-https://pixabay.com/en/baby-child-field-girl-grass-happy-1851485/