Ego-4

chetna(59)
Published in
#story
Words
89
Reading
1 min
8y
Listen to this post
~1 min

Part-4( EGo)
Phir bhi mai unke per pad kar jor jor se rota raha aur maan hi maan mafi mangta gya .... muje maaf kardo pitaji maine aapko kabhi nahi samja aur naa mai kabhi aapse maafi maang paya kaash mera ego mujse ye sab naa karwata .... us din mai bhut pachhtaya... hame hamesha jo theek lage vo kar lena chahiye aur hamesha kisi ki galati par bhi use maaf karke aage bhad jaana chahiye.... kisi se bhi jyada time tak naraj nahi rahna chahiye .

Photo Credit-https://pixabay.com/en/heart-self-esteem-self-liberation-741510/

Ego-4 | Ecency