Usse akelay mei nahi, mehfilon me yaad kiya ha,
Kaisay batao usse kei, kaise uski kami ka kitna ehsaas kiya ha maine
Mana zahir nahi hota humse
Magar apni baaton me tera zikr har baar kiya ha maine
Aur phir kuch hua
Ke tere janay ke baad tujh se ishq sare aam kiya ha maine