Dear Steemians,
Aaj nadi ki taraf gaya hua tha bachhe log nadi me jump kar ke naha rahe they. Tair rahe they bahut maja aa raha tha unko dekh kar. Mujhe bhi mann kar raha tha nahaane ka lekin yaar itna time nahi tha aur main to bas photo lene ke liye gaya tha aur ye photo liye hai aur bhi maine kuch photos li hai yaha par wo main aap ko baad me dikhaaunga.
Tairna bahut achha hota hai sehat ke liye isliye aap bhi har roj tairaaki kiya kare. Aur bhai log aap ko meri photography kaisi lagi ye comment kar ke jarur bataye.
EXIF INFORMATION
| Camera | Nikon D3200 |
| Shutter Speed | 1/160 sec |
| Aperture | f/4.2 |
| ISO | 400 |
| Focal length | 34 mm |
| Post Processed | Adobe Lightroom |
| Location | Guwahati |