Dear Steemians,
Aaj fir se main iss jagah ki photo share kar raha hoon. Yaha ki photo main 3 baar share kar chuka hoon sayad. Kabhi kabhi mere pass free samay rahta hai to main yaha aata hoon aur photo leta hoon. Yaha bahut achha lagta hai mujhe aur sunset ke samay photography bhi yaha achhi aati hai.
Aap photo dekh hi sakte hai, kamaal ka photo aata hai yaha par agar aap shaam me photo lete hai to mast photo aata hai. Achha lag raha hai na aap ko ye photo?
| Camera | Nikon D3200 |
| Shutter Speed | 1/200 sec |
| Aperture | f/8 |
| ISO | 100 |
| Focal length | 18 mm |
| Post Processed | Adobe Lightroom |
| Location | Guwahati |