Samosay bohat hi laziz aur mazeedar hote hain aur South Asia main bohat ziada khaye jaate hain Samosay bohat c kisam k hote hain jaise kaghzi samosa alo wala samosa qeema wala samosa chicken samosa vegetable samosa aur is k ailawa bhi bohat se samosay pasand kiye jaate hain Pakistan main Ramazan main iftaari main samosay bohat ziada pasand kiye jaate hain aur iftaari main samosay khaney ko pasand kia jata hai samosay dahi k raita aur ketchup k saath khana pasand kia jata hai aur bache bhi bohat shooq se samosay khana pasand karte hain