Pakistan main barish k mosam main samosa bohat shoq se khana pasand kia jata hai aur samosa barish k mosam main khana ka apna hi maza hai barish main log samosa bohat shoq se khate hain aur bohat enjoy karte hain samosa bohat c kisam k hote hain jaise k Aloo wala samosa qeema wala samosa murgh wala samosa aur bhi is k ailawa bohat se samosa khaney main pasand kiye jaate hain samosa ketchup k saath bhi khana pasand kiye jate hain