Aam behtreen aur mazeedar garmio ka tohfa

adilazeem(61)
Published in
#phal
Words
131
Reading
1 min
8y
Listen to this post
~1 min

Amm bohat hi mazeedar aur behtreen laziz phal hai aur ye garmio main ata hai aur is ko log bohat shoq se khana pasand karte hain aam ko bohat se tareeqo se istemal kia jata hai jaise is ko custard juice jelly icecream aur milkshake k liye bhi istemal kia jata hai aam bohat hi mazzedar aur meetha hota hai aur ye bacho main bhi bohat ziada pasand kia janey wala phal hai Pakistan main aam ki achi peedawaar hoti hai aur Pakistan ka aam poori dunya main bohat ziada mashoor hai Aam ki bohat c kisam hain jaise langra AnwerNitol Sindhri Chounsa aur is k ailawa bhi bohat c kisam hain mujhe aam khana bohat zaiada pasand hai aur main garmio main aam khanye ko boha ziada pasand karta hon
1.jpg
2.jpg

Aam behtreen aur mazeedar garmio ka tohfa | Ecency