Hi friend ajj maine app ko chanai aur purta kye photo share kerehai hoo app kye saath app ko zhoure pasand ayaai gai mere photo.AjjJuma ka rozaa hai aur ajj maine chanai aur purta shari kye time khaya tha jao bhut mazaa ka tha mujhe bhut acha lagya .yeahi purtha mere mother na banyai tha mere lyeahi kyo kyo mujhe yeahi khanaa bhut zaida acha lagta hai uss lyeahi maine shouq sy khata hoo uss ko.
wasey yeahi looog subha ka breakfast uss sy hai karte hai.breakfast maine zaida loog chanai ka istmaal karte hai aur humere ghar maine bhi uss ka hai breakfast hota hai.Jaab maine dostion kye saath break fast karta hoo tu maine yeahi breakfast maine chanaa aur purta hai laita hoo.chanaa dimaq kye lyeahi acha hota hai yeahi app kye jisam ko tagaat detya hai aur sugar wahlion kye lyeahi yeahi acha hota hai yeahi sugar ko cantrol karta hai.