Poetry- Tere Sheher Ka Kya Hai Haal

Hellođź‘‹

My Steemit Friends,

Today I heard a poem from one of my friend and I was so pleased with it that I could not stop myself from sharing it with you.

Poem,


Ajeeb hai aab-o-hawa tere sheher ki, pooche na yaha koi apno ko na khabar le koi gair ki.

Waqt ki raftaar liye sab beh rahe hai naajaane khaa, milte hai kitne roz, bhala banta hai kha carvaan?

Kha saans leta hai zameer ab kisi ka, Kha ab gairat zinda hai yha?

Bik jaate hai jhaa imaan kuch daam pe, rehte hai aise parinde whaa pe?

Chandd kagaz ke badle yahaa insaan bikta hai, jab sab jhooth se ho range to sach khaa hi tikta hai.

Aie Sheher tere mai zindgi kabhi mehka karti thi, inhi galiyo mai khushi kabhi chehka karti thi.

** Ab to bass zard patton jaise log baste hai yahaan, Fanaah karte hai sabhi bantaa na koi rehnuma.**

Khayaal aata hai ki badal du khud ko zamane ke saath kyuki ab adhoore sapno ki tishangi mai khuda kya dega saath.

Isi khayal se yaad aata hai ye sawaal - ki Tere Sheher Ka Kya Hai Haal

Hope you like it and enjoyed it

v6mt1ywn00tgjwirh4uv.gif

H2
H3
H4
3 columns
2 columns
1 column
Join the conversation now